Teya Salat

  SHAIRY FOR YOU...

 


Seeshe se bhi nazuk hai,
par naaz nahi karta.
Dil tut jata hai,
par aawaz nahi karta..


Kaash dil ki awaz ka itna asar ho jaaye
Hum unhe yaad karen
Aur unhe khabar ho jaaye


Mohabbat ki shama jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.


Ta mam umar zindagi se door rahe,
Teri khushi ke liye tujse door rahe
Ab is se badkar wafa ki saza kya hogi
Ki tere hokar bhi tujse door rahe.


Ankhen apki ho, par ansu mere
Zindagi apki ho, par sanse meri
Dil apka ho, par dharkan meri
Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi
Kafan apka ho, aur maut meri.

Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi.

Talaash karo koyi tumhe mil jayega
Magar humari tarah tumhe kaun chahega
Zaroor koyi chahat ki nazar se tumhe dekhega
Magar hamara dil kahan se layega.

Mere bhi Sapno ki ek Kuwari thi
Par Afsoos use bhoolne ki beemari thi
Waqt ke aandhi ki aeisi Dhool gayi
ki woh is nacheez ko hi bhool gayi...

Tumhe kuch bhi lage socho
maine kiya ikraar hai
Tumhe hoga nahi hoga
Mujhe to tumse pyar hai

 

tumhara her sawal achcha laga mujhe
tumhara her khayal achcha laga mujhe
zaalim pyaari thi vo deewangi tumhari
khayalon may chumna achcha laga mujhe
koi yoon bhi dil may samata hai kya
ye khayal e dilbari achcha laga mujhe
aarzoo yehi ke phir se miloge tum
chaand saath dhadkna achcha laga mujhe


Zindagi mein pyar tu bahut baar ho jaata hein
par Mohabbat sirf ek baar hooti hein.
Kyon tum Mohabbat ko Dosti ka naam dekar
mohaabbat aur dosti doono ko badnaam kar rahe ho"
" Vo jaanti hai ki tum jaante ho ki vo tumse pyar karti hai
to phir kyon Itrate ho, kahe us kali ko aise tadpaate ho"

Collage me school ki yaad aaye
Javani me bachpan ki yaad aaye
Kanto ko chhua to phool ki yaad aaye
Zindagi ko kareeb se dekha to dost teri yaad aaye

Zindagi me jo cheez aassani se milti hai
DHOKA
Jo mushkil se mile
KHUSI
Or jo bade naseeb walon ko hi mile
???
???
???
AAP KI DOSTI

Aap k khayalon se fursat nahi milti
Hamein ek pal ki raahat nahi milti
Mil to jata hai sab kuch
Bus aap ki ek jhalak nahi milti

Yaad teri na aayae aisa honae na dengae,
dost tere jaise khonae na dengae
sharafat se contact me rehnaa
varna kaan ke nichae do kheench ke denge

 

 

Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai,
Na jane kis umeed pe ye dil thehra hai,
Teri chahton ki kasam ae dost,
Apni dosti ka rishta pyar se bahut zyada gehra hai..

Chand ki raton mein sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yadoon mein koi badnaseeb rota hai,
Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare,
Agar kare to kisi ko juda na kare?

Ishq ke rishte kitne ajib hote hai?
Durr rehke bhi kitne karib hote hai,
Meri barbadi ka gum na karo yaro,
Ye to apne apne nasib hote hai?.

Deewane hai tere naam ke is baat se inkar nahi,
Kaise kahe ki hume aapse pyar nahi,
Kuch to kasoor hai aapki adao ka,
Hum akele to gunhegar nahi?.


Mera din teri raat se achha hoga,
Mera dil tere jazbaat se achha hoga,
Jis din niklegi teri doli,
Ghoonghat utha ke dekhna?.
mera janaza bhi teri doli se achha hoga?.

 

Khamosh se tum rehne lage ho,
Intezaar kisika karne lage ho,
Yakinan kisise hui hai mohabbat,
Bina baat ke hi muskurane lage ho?.

Lehar aati hai kinare se palat jati hai,
Yaad aati hai dil mein sama jati hai,
Lehar aur yaad mein fark sirf itna hai,
Lehar bewaqt aati hai aur yaad har waqt aati hai?

Khuda se maine ek dua maangi,
Dua main apni maut maangi,
Phir khuda ne kaha maut to tujhe mein de du,
Par usko kya kahu jisne teri lambi umar maangi....

Pyar kya hota hai??BR>Kya ye kabhi pura hota hai?
Aji ye kya pura hoga,
Iska to pehla akshar hi adhura hota hai?

Tanhai mein waqt barbad kiya karte hai,
Hum har din har pal tumhe yaad kiya karte hai,
Mein nahi jaanta gharwale batate hai,
Hum neend mein bhi aapka naam liya karte hai?.

Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho,
Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho..

Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe,
Door rehkar bhi chahenge tumhe,
Agar dost banker raas na aaye,
To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.

 

Sirf chahne se mulakat nahi hoti,
Suraj ke saath kabhi raat nahi hoti,
Hum jise chahete hai jaan se bhi jayada,
Saamne hote hai par baat nahi hoti.

Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jata,
Dil mein lagi aag ko dikhaya nahi jata,
Kitni bhi doori ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata.

Zindagi mohtaz nahi manzilo ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.
Marta nahi ko kisi se juda hoke,
Waqt sabko jina sikha deta hai.

Maine dil ko lakh samjhaya ki e dil
unko yaad karna chod de
par dil ke har kone se awaz aai,
yahan to har saans mein wo base hain
to kya saans lena chod de.

Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai.
Hum ne apni alag duniya basa rakhi hai.
Is yakin ke saath ki ayega aapka reply.
Humne apni nazar mail par bichha rakhi hai.


Kehete hai ishq mein neend udd jaati hai,
Koi humse bhi to ishq kar ke dekhe,
Kambhaqt hummain neend bahut aati hai.

Kitne Log They Tumhare Zanaze Ke Peeche,
Ek Mein Nahin Tha Tere Zanaze Ke Peeche,
Mein Hota Bhi Kaise Tere Zanaze Ke Peeche,
Jo Mera Zanazaa Ja raha tha Tere Zanaze Ke Peeche.

Guzre huwe kal ki yaad aati hai,
Kuch lamho se aakhen bhar aati hai.
Who subah rangeen who shaam nirali doob jaati hai,
Jab aap jaisi dosto ki yaad aati hai.

Agar kal hum nahi bhi rahe,
Hamari yaadein sada rahengi.
Sirf nazare uthake chaand ko dekhna,
Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi.

Deta nahi mali bhi sahara mujhko,
Yeh hawa bhi lazzati hai mujhko,
Murjhaye hue phool kabhi khilte nahi,
Ruthe hua pyar kabhi lautta nahi.

Kisi ke dhadakte dil ke peeche jaroor koi baat hoti hai,
Kisi ke udas dil ke peeche kisiki yaad hoti hai,
Aap ko pata ho-na-ho,
Aap ki khushi ke peeche meri fariyaad hoti hai?.

Aankhon pe aasoon ki lakir ban gai,
Kabhi na socha tha aisi takdir ban gai,
Humne to phirai thi reet mein ungliya,
Gaur se dekha to tumhari tasveer ban gai?.

Ruuth kar tum mujhe bhulane lage,
Itne durr hue ke bahut yaad aane lage,
Kaise bhuladu tumhe ek pal mein,
Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage?

Sabne kaha ishq dard hai,
Humne kaha ye dard Kabul hai,
Sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge,
Humne kaha is dard ke saath marna Kabul hai?

Yun to hum kisika peecha nahi karte,
Darde dil liya aur diya nahi karte,
Ittefaq ki baat hai ki ye dosti aap se hai,
Varna itni kimti cheez hum kisiko diya nahi karte.

 

Suraj se kaho ki roshni dena chod de,
Sitaro se kaho ki timtimana chod de,
Agar tum nahi aa sakte ,
To apni yadoon se kaho humein satana chod de?

Har nazar mein ek kashish hoti hai,
Har dil mein ek chahat hoti hai,
Mumkin nahi har ek ke liye taj mahal banana,
Kyu ki har dil mein 5/6 mumtaz to hoti hai?

Chaho to dil se humko mita dena,
Chaho to humko bhula dena,
Par yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari,
Rona mat sirf muskura dena?.

Tarasti nazaron ki pyas ho tum,
Tadapte dil ki aas ho tum,
Bujhti zindagi ki sas ho tum,
Phir kaise na kahu??. kuch khas ho tum?

Dil se dil badi mushkil se milte hai,
Tofanoo mein sahil badi mushkil se milte hai.
Yu to mil jaate hain hazaron,
Magar aap jaise dost nasib walon ko milte hai.

Ishq karnay ke bhi kuch adaab hua kartay hain....
Jagti ankhon ke bhi kuch khawab hua kartay hain.......
Har koi ro ke dekhlayee ye zarori toh nahi .......
Khush ankhon mein bhi sehlaab hua kartay hain?.

Leher aati hai kinare se palat jaati hai,
Yaad aati hai dil mein sama jaati hai,
Leher aur yaad main fark sirf itna hai ki,
Leher bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai.

Ho sakta hai baarish ke baad aasman neela na ho,
Ho sakta hai dhoop aane par sarso pili na ho,
Par aisa kaise ho sakta hai,
Ki tumhari yaad aye aur aankhen gili na ho.

Ae dil kisi ki yaad mein rona fizul hai,
Aasu bade anmol hai.
Inhe khona fizul hai,
Rowo to unke liye jo tumpar nisar hai.
Unke liye kya roha jinke deewane hazar hai.

dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse tuta hua sisa dekha nahi jata,
apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata

Is kadar intezaar karna padega aapka,
pata na tha
Is kadar bekarar hona padega,
pata na tha
Is kadar yaad aayegi aapki,
pata na tha
kyon guzarata hai sara din aapki yaad mey
pata hai aapko ?
kyon bekrar ho jaata hun mai bin tumhare
pata hai aapko ?
Kyon yaad aati hai aapki har pal
pata hai aapko ?
Ye dooriya ab sahi jaati nahi
chale aao, chale aao
chale aao, chale aao

 

dil nahie lag raha dostoon kay bin
nadaniya gustakiya kuch hasna kuch rona
tha maza roze eik naya un kay saath
ab na woh pal na maza ata hay kyon mujhay rona
kabhi koye baat galat nikal jate agar zuban say
has kay tha dostoon ka hamaray tal dena
diya jinhoon nay muskil waqat per saath
kiya maloom the woh sahara tha mujhay khona
nahie muskil koye un say milna dobara
lekin is office ko bhie hay pora din dekhna
chalo bardash kerna hay aur kiya kerna hay
agar ho zaroorat ko email hum ko ker dena


Kab Se Tere Intezaar Main
Dil Lagaye Tere Dedaar Baithe Hai
Teri Ek Nazar Hum Par Paray
Tamanna Lagaye Hum Bhi Bhete Hai


Tumhain Dil Main Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon


Mohabbat Karne Wale Iss Duniya Mein Kam Na Honge
Meri Jaaan Teri Mehfil Mein Bas Hum Na Honge


Dil cheez hai aisi, hai dene ki day denge
Koi qubul karnay wala to milay
Hum jaan bhi day denge


Tere naam hum nay kia hai
Zindagi apna tere naam
Pyar bohot kartay hain tum se
Ishq tu hai hamara sanam


Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho


Zindagi khushi ka hai naam, isay ronay main zaya na
kijiye
Husiye khud bhi aur sung apnay, dusro ko bhi hasaya
kijiye


Tum jaan toontnay ka bahana na karo
Hum teri aankhon say pee lenge
Tum na aao, bus aanay ka wada karo
Hum intezaar main jee lenge


Dil ki halat dil say poocho
Dillagi main dil gaya
Dil kay badlay dil kay haatho
Dard-e-dil main mil gaya


Zinda hoon is liye
kyon ki mujh ko tumse pyar hai
Tum bhi mujhse pyar karti ho
Sunnay ko dil beqaraar hai


Pyar ka izhaar kar do
Ab hum say nahi raha jaata
Likh ker hi iqraar ker lo
Agar hothon pay nahi aata


Kab say hai hum ko yeh intezaar
Kar do na tum bhi iqraar
Bus keh do ki hai tum ko bhi
Hai tum ko bhi utna hi pyar


Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain
Kuch log isay bandagi kehte hain
Magar jin pay hain hum martay
Hum unhain zindagi kehte hain


Tera diwana hoon, inkaar nahi
Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi
Kuch shararat teri aankho ki bhi hai
Main tanhaa to gunehgaar nahi


Jahaaan dekho wahaan ishq kay bimaar baithe hain
Laakho mar chukay, saikro taiyyar baihte hain



Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
Dil o dil yaad karta hain


Musqurate Hai To Bijliya Gira Dete Hein
Baat Karte Hein To Deewana Bana Dete Hein
Husan walo Ki Nazar Kam Nahi Kyamat Se
Aag Pani Me Vo Nazaro Se Laga Dete Hein


Khuda Janay Mohabbat Ka Kya Dastoor Hota Hai
Hum jis say ishq kartey hain, wohi humse door hai


Soya nahi kaye raaton se
Is dil main tum hi samaye ho
Her aahat per aisa lagta hai
Kay shayad tum aaye ho

Woh dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
Mein tujhe bhool kar zinda rahoon Khuda na kare
Raheyga saath tera pyar zindagi ban kar
Yeh aur baat hai zindagi meri wafa na kare

Yeh theek hai nahee marta koi judaee mein
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare

Suna hai usko muhabbat duaein deti hai
Jo dil pe chot tou khaye magar gila na kare

Zamaana dekh chuka hai parrakh chuka hai ussay
"Qateel" jaan se jaaye per iltijja na kare


Ab rah gaye kaha woh purani moHbatain
Kar rahay hain woh bhi zubani muHbatain

Is rah par chalo to tumHay yaad ye rahay
Hoti nahi hain asaa'n nibhani moHbatain

Har mor har qadam par tumHay yaad aoo ga
Asaa'N nahi hain meri bhulani moHbatain

Dil ka na haal pochiye chehra hi dekhiye
HuM ko bhi agaye hain sajani moHbatain

ApNo se mila kuch nahi to kya huwa ruMaan
HuM ge lay gay lakay begani moHbatain


Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Kam Rahi


Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain
Par Dilon Ke Shahar To Ujarte Nahi
Aankhon Se Aankhon Ka Rishta Tut Jaye Bhi To
Saath Dekhe Hue Khwab To Mit Te nahi


Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili,
Laga Tumahari Ek Aahat Si Mili
Jaake Dekha Jab Dar Pe,
To Phir Wahi Kafir Hawa Mili


Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam ma aaye.


Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Morna
Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chorna
Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le
Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain hain Torna

Chehre pe haseen chaa jati hai
Aankhon main suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe apna kahte ho
Apne pe ghuroor aa jata hai

Bikhri hui zulfoon ko girahgeer bana lo,
rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo
kaagaz pe lakeeren to bahut kheech le tumne,
ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo

Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain...
Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain
Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko...
Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain
Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey...
Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain
Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay...
Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain
Zindagi ek sulgati see chita hai `Sahir'...
Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain
Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain

Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain...
Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain
Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko...
Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain
Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey...
Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain
Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay...
Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain
Zindagi ek sulgati see chita hai `Sahir'...
Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain
Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain

Dil ki baat dil mein na rahe
aankhon ke khwaab aankhon mein na rahe
Dil ki baat isi liye keh di aap ko...
Ke galti se aap kisi aur ke dil mein na rahe

tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata
phir bhi dil ki baat keh nahi paata
kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan
maut bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata

Mere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati hai
Tere Hi Baal Bikhar Jaata Hain Diwaron Pe
Teri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai


Mohabbat kar ke dekhi to, mohabbat ko pehchana hai
Wafa bus naam ki hai, be-wafaai ka fasana hai

Raat Ko Jalte Diye bhi Din mai Bujh jaya Karte Hai
Aur ek hum hain jo ki Tere Pyar Me Din Raat Jala Karte Hai.


Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai



Bikhari hui zulfon ko girahgeer bana lo
Rakhna hai mujhe qaid to zajeer bana lo
Kagaz pay lakeerain to bohot kheech li tumne
Ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo


Saamnay baithi raho dil ko qaraar aayega
Jitna dekhengay tumhain, utna hi pyar aayega


Hosh waalon ko khabar kya bekhudii kya cheez hai
Ishq kijiye phir samajhiye, zindagi hai cheez kya


Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aye jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhoon aur tera naam ma aaye


Baat chali teri aankhon say
Ja pahunchi paimanay tak
Keech rahi hai teri ulfat
Aaj mujhe maikhaanay tak

Kab Se Tere Intezaar Main
Dil Lagaye Tere Dedaar Baithe Hai
Teri Ek Nazar Hum Par Paray
Tamanna Lagaye Hum Bhi Bhete Hai


Tumhain Dil Main Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon


Mohabbat Karne Wale Iss Duniya Mein Kam Na Honge
Meri Jaaan Teri Mehfil Mein Bas Hum Na Honge


Dil cheez hai aisi, hai dene ki day denge
Koi qubul karnay wala to milay
Hum jaan bhi day denge


Tere naam hum nay kia hai
Zindagi apna tere naam
Pyar bohot kartay hain tum se
Ishq tu hai hamara sanam


Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho


Zindagi khushi ka hai naam, isay ronay main zaya na
kijiye
Husiye khud bhi aur sung apnay, dusro ko bhi hasaya
kijiye


Tum jaan toontnay ka bahana na karo
Hum teri aankhon say pee lenge
Tum na aao, bus aanay ka wada karo
Hum intezaar main jee lenge


Dil ki halat dil say poocho
Dillagi main dil gaya
Dil kay badlay dil kay haatho
Dard-e-dil main mil gaya


Zinda hoon is liye
kyon ki mujh ko tumse pyar hai
Tum bhi mujhse pyar karti ho
Sunnay ko dil beqaraar hai


Pyar ka izhaar kar do
Ab hum say nahi raha jaata
Likh ker hi iqraar ker lo
Agar hothon pay nahi aata


Kab say hai hum ko yeh intezaar
Kar do na tum bhi iqraar
Bus keh do ki hai tum ko bhi
Hai tum ko bhi utna hi pyar


Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain
Kuch log isay bandagi kehte hain
Magar jin pay hain hum martay
Hum unhain zindagi kehte hain


Tera diwana hoon, inkaar nahi
Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi
Kuch shararat teri aankho ki bhi hai
Main tanhaa to gunehgaar nahi


Jahaaan dekho wahaan ishq kay bimaar baithe hain
Laakho mar chukay, saikro taiyyar baihte hain


Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
Dil o dil yaad karta hain


Musqurate Hai To Bijliya Gira Dete Hein
Baat Karte Hein To Deewana Bana Dete Hein
Husan walo Ki Nazar Kam Nahi Kyamat Se
Aag Pani Me Vo Nazaro Se Laga Dete Hein


Khuda Janay Mohabbat Ka Kya Dastoor Hota Hai
Hum jis say ishq kartey hain, wohi humse door hai


Soya nahi kaye raaton se
Is dil main tum hi samaye ho
Her aahat per aisa lagta hai
Kay shayad tum aaye ho


Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
Mast Nazron se dekh lenaa tha
Agar tamanna thi aazmane ki
Hum to behust youn hi ho jaate
Kya zaroorat thi muskurane ki

Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main
Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main

Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi
Hota Nahi Humse Ishq Bayaan
Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi
Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi
le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar
be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho,
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho,
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho,
Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho,
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho,
In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum,
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho,
Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho,
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho


Rait par likh ke mera naam mitaya na karo
aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
log har baat ka afsana bana lete hain
sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "Mohsin"
dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo

Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi

Kafas Udas Hai yaaro, Subah Se Kuch To Kaho
Kahin To Behr-E-Khuda Aaaj Zikr-E-Yaar Chale

Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai

Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed
Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehmoob uski sarhad

Teri aur meri nazar ka na kabhi bair ho
Lo raah main takra gaye, allah khair ho

Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski
Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi

Ek Naam Kya Likha Tera Saahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi

Pyar main jadoo bhi kya maza hai
Lagta hai ke ek khubsurat saza hai

Tu Aatish-E-Dozakh Se Darata Hai Jin hain
Woh Aag Ko Pee Jate Hain Paani Kar Ke

Tapish Suraj Ki Hoti Hai, Jalna Zameen Ko Parta Hai
Qusur Aankhon Ka Hota Hai, Tarapna Dil Ko Parta Hai

Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum
Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain

Mausam Hai Mausam, Khushbu Aapke Zulfon Ka Naam
Mausam-E-Gul Hai, Aapke Baagh Main Aa Jaane Ka Naam

Tasalli Ho Jayegi, Zara Itna To Bata Do
Tumhe Bhi Hitchkiyan Aati hain Jab Hum Yad Karte Hain

Zaruri To Nahi, Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni
Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Izhaar Ki

Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin Deti
Dil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti

Manzil ko paane ke liye Saahil ko paar karna parta hai
Mohabbat karne ke liye dil-o-jaan qurban karna parta
hai

Khuda kisi ko kis par fidaa na kare,
Agar kare to Qyamat tak judaa na kare

Mujh se achhe to hai.n teri rah ke pathhar sanam,
Roz dikhati ho jinhe aate huye jaate huye

Aaj Tu Kali Hai, Kal Gulab Hoga
Mujh Se Shadi Kar Le, Tujhko Sawaab Hoga

Kab Se Tere Intezaar Main
Dil Lagaye Tere Dedaar Baithe Hai
Teri Ek Nazar Hum Par Paray
Tamanna Lagaye Hum Bhi Bhete Hai


Tumhain Dil Main Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon


Mohabbat Karne Wale Iss Duniya Mein Kam Na Honge
Meri Jaaan Teri Mehfil Mein Bas Hum Na Honge


Dil cheez hai aisi, hai dene ki day denge
Koi qubul karnay wala to milay
Hum jaan bhi day denge


Tere naam hum nay kia hai
Zindagi apna tere naam
Pyar bohot kartay hain tum se
Ishq tu hai hamara sanam


Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho


Zindagi khushi ka hai naam, isay ronay main zaya na
kijiye
Husiye khud bhi aur sung apnay, dusro ko bhi hasaya
kijiye


Tum jaan toontnay ka bahana na karo
Hum teri aankhon say pee lenge
Tum na aao, bus aanay ka wada karo
Hum intezaar main jee lenge


Dil ki halat dil say poocho
Dillagi main dil gaya
Dil kay badlay dil kay haatho
Dard-e-dil main mil gaya


Zinda hoon is liye
kyon ki mujh ko tumse pyar hai
Tum bhi mujhse pyar karti ho
Sunnay ko dil beqaraar hai


Pyar ka izhaar kar do
Ab hum say nahi raha jaata
Likh ker hi iqraar ker lo
Agar hothon pay nahi aata


Kab say hai hum ko yeh intezaar
Kar do na tum bhi iqraar
Bus keh do ki hai tum ko bhi
Hai tum ko bhi utna hi pyar


Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain
Kuch log isay bandagi kehte hain
Magar jin pay hain hum martay
Hum unhain zindagi kehte hain


Tera diwana hoon, inkaar nahi
Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi
Kuch shararat teri aankho ki bhi hai
Main tanhaa to gunehgaar nahi


Jahaaan dekho wahaan ishq kay bimaar baithe hain
Laakho mar chukay, saikro taiyyar baihte hain


Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
Dil o dil yaad karta hain


Musqurate Hai To Bijliya Gira Dete Hein
Baat Karte Hein To Deewana Bana Dete Hein
Husan walo Ki Nazar Kam Nahi Kyamat Se
Aag Pani Me Vo Nazaro Se Laga Dete Hein


Khuda Janay Mohabbat Ka Kya Dastoor Hota Hai
Hum jis say ishq kartey hain, wohi humse door hai


Soya nahi kaye raaton se
Is dil main tum hi samaye ho
Her aahat per aisa lagta hai
Kay shayad tum aaye ho


): Musqurate Hai To Bijliya Gira Dete Hein Baat Karte
Hein To Deewana Bana Dete Hein Husan walo Ki Nazar Kam
Nahi Kyamat Se Aag Pani Me Vo Nazaro Se Laga Dete H
): Jo sachcha pyar karta hai woh kahan faryaad karta
hai Labon ko hilnay nahi deta Dil o dil yaad karta h
): Tera diwana hoon, inkaar nahi Kaise keh doon kay
tujhse pyar nahi Kuch shararat teri aankho ki bhi hai
Main tanhaa to gunehgaar n


 Pyar kehte hain, mohabbat
kehte hain Kuch log isay bandagi kehte hain Magar jin
pay hain hum martay Hum unhain zindagi kehte h

Kab say hai hum ko yeh
intezaar Kar do na tum bhi iqraar Bus keh do ki hai
tum ko bhi Hai tum ko bhi utna hi py

Tum jaan toontnay ka
bahana na karo Hum teri aankhon say pee lenge Tum na
aao, bus aanay ka wada karo Hum intezaar main jee lenge...


Zindagi khushi ka hai
naam, isay ronay main zaya na kijiye Husiye khud bhi
aur sung apnay, dusro ko bhi hasaya kijiy

Kab Se Tere Intezaar Main Dil Lagaye Tere Dedaar
Baithe Hai Teri Ek Nazar Hum Par Paray Tamanna Lagaye
Hum Bhi Bhete 

Baat chali teri aankhon say Ja pahunchi paimanay tak
Keech rahi hai teri ulfat Aaj mujhe maikhaanay 

Jis shaam mere lab per tera naam na aaye, Khuda
kare aisi shaam na aaye.... Aye jaane wafa, ye kabhi
mumkin hi nahin, Afsaana likhoon aur tera naam ma a
Saamnay baithi raho dil ko qaraar aayega Jitna
dekhengay tumhain, utna hi pyar aayega

Tum ne moosam
baadal te dekha, Hum ne insaan baadal te dekha, Hoob
rahi thi kasti meri, Sahil pe doston ko haste dekh.

***

 

1...Kab Se Tere Intezaar Main
Dil Lagaye Tere Dedaar Baithe Hai
Teri Ek Nazar Hum Par Paray
Tamanna Lagaye Hum Bhi Bhete Hai


Tumhain Dil Main Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon
Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye
Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon


Mohabbat Karne Wale Iss Duniya Mein Kam Na Honge
Meri Jaaan Teri Mehfil Mein Bas Hum Na Honge


Dil cheez hai aisi, hai dene ki day denge
Koi qubul karnay wala to milay
Hum jaan bhi day denge


Tere naam hum nay kia hai
Zindagi apna tere naam
Pyar bohot kartay hain tum se
Ishq tu hai hamara sanam


Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho


Zindagi khushi ka hai naam, isay ronay main zaya na
kijiye
Husiye khud bhi aur sung apnay, dusro ko bhi hasaya
kijiye


Tum jaan toontnay ka bahana na karo
Hum teri aankhon say pee lenge
Tum na aao, bus aanay ka wada karo
Hum intezaar main jee lenge


Dil ki halat dil say poocho
Dillagi main dil gaya
Dil kay badlay dil kay haatho
Dard-e-dil main mil gaya


Zinda hoon is liye
kyon ki mujh ko tumse pyar hai
Tum bhi mujhse pyar karti ho
Sunnay ko dil beqaraar hai


Pyar ka izhaar kar do
Ab hum say nahi raha jaata
Likh ker hi iqraar ker lo
Agar hothon pay nahi aata


Kab say hai hum ko yeh intezaar
Kar do na tum bhi iqraar
Bus keh do ki hai tum ko bhi
Hai tum ko bhi utna hi pyar


Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain
Kuch log isay bandagi kehte hain
Magar jin pay hain hum martay
Hum unhain zindagi kehte hain


Tera diwana hoon, inkaar nahi
Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi
Kuch shararat teri aankho ki bhi hai
Main tanhaa to gunehgaar nahi


Jahaaan dekho wahaan ishq kay bimaar baithe hain
Laakho mar chukay, saikro taiyyar baihte hain


Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
Dil o dil yaad karta hain


Musqurate Hai To Bijliya Gira Dete Hein
Baat Karte Hein To Deewana Bana Dete Hein
Husan walo Ki Nazar Kam Nahi Kyamat Se
Aag Pani Me Vo Nazaro Se Laga Dete Hein


Khuda Janay Mohabbat Ka Kya Dastoor Hota Hai
Hum jis say ishq kartey hain, wohi humse door hai


Soya nahi kaye raaton se
Is dil main tum hi samaye ho
Her aahat per aisa lagta hai
Kay shayad tum aaye ho


Woh dil hi kya tere milne ki jo dua na kare
Mein tujhe bhool kar zinda rahoon Khuda na kare
Raheyga saath tera pyar zindagi ban kar
Yeh aur baat hai zindagi meri wafa na kare

Yeh theek hai nahee marta koi judaee mein
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare

Suna hai usko muhabbat duaein deti hai
Jo dil pe chot tou khaye magar gila na kare

Zamaana dekh chuka hai parrakh chuka hai ussay
"Qateel" jaan se jaaye per iltijja na kare


Ab rah gaye kaha woh purani moHbatain
Kar rahay hain woh bhi zubani muHbatain

Is rah par chalo to tumHay yaad ye rahay
Hoti nahi hain asaa'n nibhani moHbatain

Har mor har qadam par tumHay yaad aoo ga
Asaa'N nahi hain meri bhulani moHbatain

Dil ka na haal pochiye chehra hi dekhiye
HuM ko bhi agaye hain sajani moHbatain

ApNo se mila kuch nahi to kya huwa ruMaan
HuM ge lay gay lakay begani moHbatain


Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Kam Rahi


Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain
Par Dilon Ke Shahar To Ujarte Nahi
Aankhon Se Aankhon Ka Rishta Tut Jaye Bhi To
Saath Dekhe Hue Khwab To Mit Te nahi


Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili,
Laga Tumahari Ek Aahat Si Mili
Jaake Dekha Jab Dar Pe,
To Phir Wahi Kafir Hawa Mili



Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam ma aaye.



THANKS FOR VISIT

PLEASE CONTACT TO MAIL

IT'S MADE BY SELF

ALLS ARE TURE

                     

     E-mail :  akraj001@yahoo.com

    Please visit again :  www.geocities.com/akraj001

 

 

(C) ASHOK SINGH RAJPUROHIT - 2008-2009